tuu mere saamane mai.n tere saamane
tujhako dekhuu.n ki pyaar karuu.N
ye kaise ho gayaa, tuu merii ho gayii
kaise mai.n aitabaar karuu.N

TuuT ga_ii TuuT ke mai.n chuur ho gayii
terii zid se mazabuur ho gayii
teraa jaaduu chal gayaa o jaaduugar

terii julfo.n se kheluu.ngaa mai.n
tujhako baaho.n mai.n le luu.ngaa mai.n
dil to dete hai.n aashiq sabhii
jaan bhii tujhako de duu.ngaa mai.n

ek baar nahii.n sau baar kar le,
jii bhar ke tuu mujhe pyaar karale
teraa jaaduu chal gayaa o jaaduugar

is kahaanii ke sau saal hai.n
ye tere pyaar ke chaar pal
zindagaanii ke sau saal hai.n
